Saturday, January 1, 2011

Ajnabi

Ek Ajnabi haon tum  Phir bhi yaad karte hai,
Ham tumhe bhol Bhula pate hai,
Hamesha lagta hai Imagination hoan
per halka sa aawaj Aur usper tumhara ehsas
Yaad taja kar jata hai
Hamesha souchti hoan Kahi yeh Pagalpan toh nahi
Per woh pehli mulakat  sare souch per pani pher jati hai
Tumahara woh chup sa Chera
Aur woh gurti aakhen
Dil main ek khabali se macha dete hai
Kuch kehna tum chate the Kuch sunana ham chate the
Per zuban bhi saath na deti hai
Tumne aakhon ka sahara liya,
Tum aakhon se samzhate rahte the
Aur ham nasmaj usse talte rehte the
Hamne bhi kya dhoka khaya hai
Dillagi ko hi dosti ka naya naam diya hai
Mil jaon kisi chorahe per tham lenge tumhe
Hamse chorahe bhi sawal karte hai,
Kha gayi woh Pyaari zindagi??
Kha kho gaye ham tum???
Yeh sawal tumhara ehsas kha bhulane dete hai.
Ham sajna sawarna jante na the
tumhare aakhon ne woh bhi sikhala diya
Ham ruthna manana jante na the
Tumharei aadaon ne woh bhi sikhala diya
NASAMAJ FHIR BHI,
Tum hamari aadat ban gaye the
Per tum aadat nahi ho is dil ko samjhate rehte hai
Ham sawarte the tumhare liye,
tum hame na dekho ye hame gawara na tha
tum hame deke bina reh bhi kaha pate the
tum ek jarurat ho is dil ki
per ham tum kho gaye iss bhid main
ISSLLIYE
tum bass ek dhadkan ko is dil ki
Kehkar is dil ko samjate rehte hai!!!!

No comments:

Post a Comment